Yeh Dil Deewana Lyrics – Pardes

Yeh Dil Deewana Lyrics song sung by Sonu Nigam from the movie Pardes. Aashiq Hai Ye Chor Nahi Hai Lyrics were written by Anand Bakshi and the music was composed by Nadeem Saifi, Shravan Rathod, and the song was released on 8th August, 1997 by Tips.

Singer:-Sonu Nigam
Lyrics:-Anand Bakshi
Music:-Nadeem-Shravan

Yeh Dil Deewana Lyrics

Dil Yeh Dil
Dil Yeh Dil
Dil Yeh Dil

Yeh Dil Deewana, Deewana Hai Yeh Dil
Deewane Ne Mujhko Bhi
Kar Dala Haan Deewana

Maine Uske Shehar Ko Chhoda
Uski Gali Mein Dil Ko Toda
Phir Bhi Seene Mein Dhadkata Hai Yeh Dil
Maine Dil Se Use Nikala
Jo Na Karna Tha Kar Dala
Phir Bhi Yaad Usi Ko Karta Hai Yeh Dil

Yeh Dil Deewana
Deewana Haan Hai Yeh Dil

God Save The Wowld
World Save The Man
Man Save The Heart
Heart Saves Love

Dil Yeh Dil
Dil Yeh Dil Haan..Dil

Dil Ki Khata Bhi Hai Kya
Mujhko Gila Bhi Kya
Is Dillagi Ke Siva
Dil Ne Kiya Bhi Hai Kya

Aashiq Hai Yeh Chor Nahi Hai
Main Kya Karoon
Dil Pe Mera Zor Nahi Hai
Main Kya Karoon

Aashiq Hai Yeh Chor Nahi Hai
Main Kya Karoon
Dil Pe Mera Zor Nahi Hai
Main Kya Karoon

Yeh Dil Deewana
Deewana Haan Hai Yeh Dil

Dil Kaisa Bepeer Hai
Woh Ek Tasveer Hai
Main Kehta Hoon Tod de
Kehta Hai Zanzeer Hai

Koi Kachchi Dor Nahi Hai
Main Kya Karoon
Dil Pe Koi Zor Nahi Hai
Main Kya Karoon

Koi Kachchi Dor Nahi Hai
Main Kya Karoon
Dil Pe Koi Zor Nahi Hai
Main Kya Karoon

Yeh Dil Deewana, Deewana Haan
Hai Yeh Dil
Deewane Ne Mujhko Bhi
Kar Dala Haan Deewana

Maine Uske Shehar Ko Chhoda
Uski Gali Mein Dil Ko Toda
Phir Bhi Seene Mein Dhadkata Hai Yeh Dil
Maine Dil Se Use Nikala
Jo Na Karna Tha Kar Dala
Phir Bhi Yaad Usi Ko Karta Hai Yeh Dil

Yeh Dil Deewana
Deewana Haan Hai Yeh Dil
Deewane Ne Mujhko Bhi
Kar Dala Haan Deewana

Yeh Dil Deewana Lyrics Hindi

दिल ये दिल
दिल ये दिल
दिल ये दिल

ये दिल दीवाना, दीवाना हाँ है ये दिल
दीवाने ने मुझको भी कर डाला हाँ दीवाना

मैंने उसके शहर को छोड़ा
उसकी गली में दिल को तोडा
फिर भी सीने में धड़कता है ये दिल
मैंने दिल से उसे निकाला
जो ना करना था कर डाला
फिर भी याद उसी को करता है ये दिल

ये दिल दीवाना
दीवाना हाँ है ये दिल..

दिल ये दिल
दिल ये दिल
हाँ दिल

दिल की खता भी है क्या
मुझको गिला भी है क्या
इस दिल्लगी के सिवा दिल ने किया भी है क्या
आशिक़ है ये चोर नहीं है मैं क्या करूं
दिल पे मेरा ज़ोर नहीं है मैं क्या करूं
आशिक़ है ये चोर नहीं है मैं क्या करूं
दिल पे मेरा ज़ोर नहीं है मैं क्या करूं

ये दिल दीवाना
दीवाना हाँ है ये दिल..

दिल दिल कैसा बेपीर है
वो एक तस्वीर है
मैं केहता हूँ तोड़ दे
केहता है ज़ंजीर है

कोई कच्ची डोर नहीं है मैं क्या करूं
दिल पे कोई ज़ोर नहीं है मैं क्या करूं
कोई कच्ची डोर नहीं है मैं क्या करूं
दिल पे कोई ज़ोर नहीं है मैं क्या करूं
ये दिल दीवाना दीवाना हाँ है ये दिल

दीवाने ने मुझको भी कर डाला दीवाना
मैंने उसके शेहेर को छोड़ा
उसकी गली में दिल को तोडा
फिर भी सीने में धड़कता है ये दिल

मैंने दिल से उसे निकाला
जो ना करना था कर डाला
फिर भी याद उसी को करता है ये दिल
ये दिल दीवाना दीवाना हाँ है ये दिल
दीवाने ने मुझको भी कर डाला हाँ दीवाना