Salame Ishq Meri Jaan Lyrics – Muqaddar Ka Sikandar

Salame Ishq Meri Jaan Lyrics song singing by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar from movie Muqaddar Ka Sikandar was released on 27th October 1978 by Saregama and features Amitabh Bachchan, Rekha, Raakhee Gulzar, Vinod Khanna. Salame e Ishq Meri Jaan Lyrics written by Majrooh Sultanpuri and music composed by RD Burman.

Singer:- Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Music:-RD Burman
Lyrics:-Majrooh Sultanpuri

Salame Ishq Meri Jaan Lyrics

Ishq walon se na poochho
Ki unki raat ka aalam
Tanha kaise guzarta hai
Juda ho hamsafar jiska
Woh usko yaad karta hai
Na ho jiska koi woh
Milne ki fariyad karta hai

Salame ishq meri jaan zara kubool kar lo
Salame ishq meri jaan zara kubool kar lo
Tum hamse pyaar karne ki zara si bhool kar lo
Mera dil bechain hai
Mera dil bechain hai hamsafar ke liye
Mera dil bechain hai hamsafar ke liye

Salame ishq meri jaan zara kubool kar lo
Tum hamse pyaar karne ki zara si bhool kar lo
Mera dil bechain hai
Mera dil bechain hai hamsafar ke liye
Mera dil bechain hai hamsafar ke liye
Salam-e-ishq meri jaan zara kubool kar lo

Main sunau tumhein baat ik raat ki
Main sunau tumhein baat ik raat ki
Chaand bhi apni puri jawaani pe tha
Dil mein toofan tha, ek armaan tha
Dil ka toofan apni rawaani pe tha
Ek baadal udhar se chala jhoom ke

Ek baadal udhar se chala jhoom ke
Dekhte dekhte chaand par chha gaya
Chaand bhi kho gaya uski aaghosh mein
Uff yeh kya ho gaya josh hi josh mein
Mera dil dhadka
Mera dil tadpa kisi ki nazar ke liye
Mera dil tadpa kisi ki nazar ke liye
Salame ishq meri jaan zara kubool kar lo

Iske aage ki ab daastaan mujhse sun
Sun ke teri nazar dab-daba jaayegi
Baat dil ki jo ab tak tere dil mein thi
Mera daava hai hothon pe aa jaayegi
Tu maseeha mohabbat ke maaron ka hai
Maseeha, maseeha mohabbat ke maaron ka hai

Tu maseeha mohabbat ke maaron ka hai
Hum tera naam sun ke chale aaye hain
Ab dawa de hamein ya tu de de zehar
Teri mehfil mein yeh diljale aaye hain
Ek ehsaan kar ehsaan kar
Ek ehsaan kar apne mehmaan par
Apne mehmaan par ek ehsaan kar
De duayein, de duayein tujhe umra bhar ke liye
De duayein tujhe umra bhar ke liye

Salame ishq meri jaan zara kubool kar lo
Tum hamse pyaar karne ki zara si bhool kar lo
Mera dil bechain hai hamsafar ke liye
Mera dil bechain hai hamsafar ke liye
Salame ishq meri jaan zara kubool kar lo

इश्क़ वालों से न पूछो
के उनकी रात का आलम
तन्हाँ कैसे गुज़रता है
जुदा हो हमसफ़र जिसका
वो उसको याद करता है
न हो जिसका कोई वो
मिलने की फ़रियाद करता है

सलाम-ए-इश्क़ मेरी जाँ, ज़रा क़ुबूल कर लो
सलाम-ए-इश्क़ मेरी जाँ’, ज़रा क़ुबूल कर लो
तुम हमसे प्यार करने की ज़रा सी भूल कर लो
मेरा दिल बेचैन है
मेरा दिल बेचैन है हमसफ़र के लिये
मेरा दिल बेचैन है हमसफ़र के लिये

सलाम-ए-इश्क़ मेरी जाँ, ज़रा क़ुबूल कर लो
सलाम-ए-इश्क़ मेरी जाँ’, ज़रा क़ुबूल कर लो
तुम हमसे प्यार करने की ज़रा सी भूल कर लो
मेरा दिल बेचैन है
मेरा दिल बेचैन है हमसफ़र के लिये
मेरा दिल बेचैन है हमसफ़र के लिये

मैं सुनाऊँ तुम्हें बात इक रात की
मैं सुनाऊँ तुम्हें बात इक रात की
चांद भी अपनी पूरी जवानी पे था
दिल में तूफ़ान था, एक अरमान था
दिल का तूफ़ान अपनी रवानी पे था
एक बादल उधर से चला झूम के

देखते-देखते चांद पर छा गया
चांद भी खो गया उसकी आगोश में
उफ़ ये क्या हो गया जोश ही जोश में
मेरा दिल धड़का…
मेरा दिल तड़पा किसी की नज़र के लिये
मेरा दिल तड़पा किसी की नज़र के लिये
सलामे-इश्क़ मेरी जाँ, ज़रा क़ुबूल कर लो

इसके आगे की अब दास्ताँ मुझसे सुन
सुन के तेरी नज़र डबडबा जाएगी
बात दिल की जो अब तक तेरे दिल में थी
मेरा दावा है होंठों पे आ जाएगी
तू मसीहा मुहब्बत के मारों का है
मसीहा… मसीहा मुहब्बत के मारों का है

तू मसीहा मुहब्बत के मारों का है
हम तेरा नाम सुन के चले आए हैं
अब दवा दे हमें या तू दे दे ज़हर
तेरी महफ़िल में ये दिलजले आए हैं
एक एहसान कर, एहसान कर
एक एहसान कर अपने मेहमान पर
अपने मेहमान पर एक एहसान कर
दे दुआएँ, दे दुआएँ तुझे उम्र भर के लिये
दे दुआएँ तुझे उम्र भर के लिये

सलाम-ए-इश्क़ मेरी जाँ, ज़रा क़ुबूल कर लो
सलाम-ए-इश्क़ मेरी जाँ’, ज़रा क़ुबूल कर लो
तुम हमसे प्यार करने की ज़रा सी भूल कर लो
मेरा दिल बेचैन है
मेरा दिल बेचैन है हमसफ़र के लिये
मेरा दिल बेचैन है हमसफ़र के लिये