Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayal Aata Hai Lyrics – Mukesh

Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayal Aata Hai Lyrics song singing by Mukesh From the movie Kabhi Kabhie (1976) starring Amitabh Bachchan, Shashi Kapoor, Waheeda Rehman. Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Lyrics was written by Sahir Ludhianvi and music was composed by Mohammed Zahur Khayyam and song was released on 27th January 1976 by Saregama.

Singer:-Mukesh
Song Writer:-Sahir Ludhianvi
Music:-Khayyam

Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayal Aata Hai Lyrics

Kabhi kabhi mere dil Mein Khayal aata hai
Kabhi kabhi mere dil Mein Khayal aata hai
Ki jaise tujhko banaya Gaya hai mere liye
Ki jaise tujhko banaya Gaya hai mere liye

Tu abse pehle sitaaron Mein bas rahi thi kahin
Tu abse pehle sitaaron Mein bas rahi thi kahin
Tujhe zameen pe Bulaya gaya hai mere liye
Tujhe zameen pe Bulaya gaya hai mere liye

Kabhi kabhi mere dil Mein Khayal aata hai
Ki ye badan ye nigaahein Meri amaanat hain
Ki ye badan ye nigaahein Meri amaanat hain
Ye gesuon ki ghani Chhaon hain meri khatir
Ye honth aur ye baahein Meri amaanat hain
Ye honth aur ye baahein Meri amaanat hain

Kabhi kabhi mere dil Mein Khayal aata hai
Ki jaise bajti hain Shehnaaiyaan si raahon mein
Ki jaise bajti hain Shehnaaiyaan si raahon mein

Suhaag raat hain ghunghat Utha raha hun main
Suhaag raat hain ghunghat Utha raha hun main
Simat rahi hai tu sharma Ke apni baahon mein
Simat rahi hai tu sharma Ke apni baahon mein

Kabhi kabhi mere dil Mein Khayal aata hai
Ki jaise tu mujhe Chaahegi umr bhar yuhi
Uthegi meri taraf Pyaar ki nazar yuhi
Main jaanta hun ki Tu gair hai magar yuhi
Main jaanta hun ki tu Gair hai magar yuhi

Kabhi kabhi mere dil mein Khayal aata hai
Kabhi kabhi mere dil mein Khayal aata hai

कभी कभी मेरे दिल में खयाल आता है
कभी कभी मेरे दिल में खयाल आता है
के जैसे तुझको बनाया गया है मेरे लिए
के जैसे तुझको बनाया गया है मेरे लिए

तू अब से पेहले सितारो मे बस रही थी कही
तू अब से पेहले सितारो मे बस रही थी कही
तुझे जमीं पे बुलाया गया है मेरे लिए
तुझे जमीं पे बुलाया गया है मेरे लिए

कभी कभी मेरे दिल में खयाल आता है
के ये बदन ये निगाहे मेरी अमानत है
के ये बदन ये निगाहे मेरी अमानत है
ये गेसुओ की घनी छाँव हैं मेरी खातिर
ये होंठ और ये बाहे मेरी अमानत है
ये होंठ और ये बाहे मेरी अमानत है

कभी कभी मेरे दिल में खयाल आता है
के जैसे बजती हैं शहनाई सी राहों में
के जैसे बजती हैं शहनाई सी राहों में

सुहाग रात है घुंघट उठा रहा हु में
सुहाग रात है घुंघट उठा रहा हु में
सिमट रही है तू शर्मा के अपनी बाहों में
सिमट रही है तू शर्मा के अपनी बाहों में

कभी कभी मेरे दिल में खयाल आता है
के जैसे तू मुझे चाहेगी उम्र भर यू ही
उठेगी मेरी तरफ़ प्यार की नज़र यू ही
मैं जानता हू के तू गैर है मगर यू ही
मैं जानता हू के तू गैर है मगर यू ही

कभी कभी मेरे दिल में खयाल आता है
कभी कभी मेरे दिल में खयाल आता है