Jane Kyun Log Mohabbat Kiya Karte Hain Lyrics – Lata Mangeshkar
Jane Kyun Log Mohabbat Kiya Karte Hain Lyrics song singing by Lata Mangeshkar from the movie Mehboob Ki Mehandi (1971), features Rajesh Khanna, Leena Chandavarkar. Jane Kyun Log Mohabbat Kiya Karte Hain Lyrics written by Anand Bakshi, music is composed by Laxmikant Pyarelal.
Singer:- | Lata Mangeshkar |
Music:- | Laxmikant, Pyarelal |
Lyrics:- | Anand Bakshi |
Jane Kyun Log Mohabbat Kiya Karte Hain Lyrics
Is zamane mein is mohabbat ne
Kitne dil tode, kitne ghar phoonke
Jane kyun log mohabbat kiya karte hain
Jane kyun log mohabbat kiya karte hain
Dil ke badle dard-e-dil liya karte hain
Jane kyon log mohabbat kiya karte hain
Tanhai milti hai, mehfil nahi milti
Raah-e-mohabbat mein kabhi manzil nahi milti
Dil toot jata hai, nakam hota hai
Ulfat mein logon ka yehi anjam hota hai
Koyi kya jane, kyun yeh parwane
Kyon machalte hain, gham mein jalte hain
Aahein bhar bhar ke diwane jiya karte hain
Aahein bhar bhar ke diwane jiya karte hain
Jane kyun log mohabbat kiya karte hain
Sawan mein aankhon ko, kitna rulati hai
Furqat mein jab dil ko kisi ki yaad aati hai
Yeh zindagi yoon hi barbad hoti hai
Har waqt hothon pe koyi fariyad hoti hai
Na dawaon ka naam chalta hai
Na duaon se kaam chalta hai
Zehar yeh phir bhi sabhi kyon piya karte hain
Zehar yeh phir bhi sabhi kyon piya karte hain
Jane kyon log mohabbat kiya karte hain
Mehboob se har gham mansoob hota hai
Din raat ulfat mein tamasha khoob hota hai
Raaton se bhi lambe yeh pyar ke kisse
Aashiq sunate hain jafa-e-yaar ke kisse
Bemuravvat hai, bewafa hai woh
Us sitamgar ka apne dilbar ka
Naam lele ke duhayi diya karte hain
Naam lele ke duhayi diya karte hain
Jane kyun log mohabbat kiya karte hain
इस ज़माने में, इस मोहब्बत ने
कितने दिल तोड़े, कितने घर फूँके
जाने क्यों लोग मोहब्बत किया करते है
जाने क्यों लोग मोहब्बत किया करते है
दिल के बदले दर्द-ए-दिल लिया करते है
जाने क्यों लोग मोहब्बत किया करते है
तनहाई मिलती है, महफ़िल नहीं मिलती
राह-ए-मोहब्बत में कभी मंज़िल नही मिलती
दिल टूट जाता है, नाकाम होता है
उल्फ़त में लोगों का यही अंजाम होता है
कोई क्या जाने, क्यों ये परवाने
यूं मचलते है, ग़म में जलते है
आहें भर-भर के दीवाने जिया करते हैं
आहें भर-भर के दीवाने जिया करते हैं
जाने क्यों लोग मोहब्बत किया करते है
सावन मे आँखो को, कितना रूलाती है
फ़ुर्क़त में जब दिल को किसी की याद आती है
ये ज़िन्दगी यूं ही बर्बाद होती है
हर वक़्त होठों पे कोई फ़रियाद होती है
ना दवाओं का नाम चलता है
ना दुआओं से काम चलता है
ज़हर ये फिर भी सभी क्यों पिया करते हैं
ज़हर ये फिर भी सभी क्यों पिया करते हैं
जाने क्यों लोग मोहब्बत किया करते है
महबूब से हर ग़म मनसूब होता है
दिन रात उल्फ़त में तमाशा खूब होता है
रातों से भी लंबे ये प्यार के किस्से
आशिक़ सुनाते हैं जफ़ा-ए-यार के किस्से
बेमुरव्वत है, बेवफा है वो
उस सितमगर का, अपने दिलबर का
नाम ले लेके दुहाई दिया करते हैं
नाम ले लेके दुहाई दिया करते हैं
जाने क्यों लोग मोहब्बत किया करते है